Mukhtalif Jild Ke Liay Makeup Ka Intekhab : Agar aap ki jild khushk hai to aap ko chaye ke pehlay baghair chiknai wali foundation istemal karain. Khushk jild ke liay moisturizer ka istemal kiya jata hai .
Safaid danay bhi blackheads ki tarah jild ki masamon main sakht chiknai jama ho janay ki wajah say paida hotay hain , yeh danay aam tor per rukhsaron ki hadyon kay balai hissay per nikaltay hain jahan per jild achi halat main hoti hai.
Aksar khawateen chehre pe par jane wali jhuriyon ki waja se buht pareshan hoti hain. Aaj hum aap ko jhuriyon se nijat ke liay kuch gharelo totkay bata rahe hain jin per amal kar ke aap jhuriyon ke masle se nijat pa sakti hain.
Aksar mosam ki shidat ki waja se hont phatne lagte hain aur kharab hone lagte hain. Lip colour ya lipstick ke istemal se sirf chehra khubsurat nazar nahi aata balke puri shakhsiat main nikhar a jata hai.